Bache ki hifazat ka dam - Rohani Ilaj روحا نی علاج

Latest Wazifa

Bache ki hifazat ka dam



Bache ya bachi kay paida honay kay fori bad
یَابَرُّ
7 bar (Awal o aakhir aik bar durood sharif) parh kar agar bache ko dam kar dia jaye to انشاء الله balig honay tak aafton se hifazat me rahay ga.