Rohani Ilaj روحا نی علاج: Shifa e Amraaz

Latest Wazifa

Showing posts with label Shifa e Amraaz. Show all posts
Showing posts with label Shifa e Amraaz. Show all posts

Ghar ki hifazat ka amal

3:59 AM


Hazrat Imam Fakhar-ur-Din Razi علیہ رحمۃ اللہ القوی  framaty he. Jis nay apnay ghar kay bahri darwazay (main gate) par
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيمِ
likh lya wo (siraf dunya me) Halakat se bay khouf ho gia khawa kafir hi kio na ho, to bhala us Musalman ka kya aalim ho ga jo zindagi bhar apnay dil kay aabghinay par is ko likhay howay hota he.


Read More

Beta hone ka wazifa

3:23 AM


Aulad e Narina ka wazifa

Mian bivi dono rozana 101 bar surah kausar parhy انشاء الله jalad hi bete k maa baap ban jaye gay.


Read More

Bache ki hifazat ka dam

1:40 AM


Bache ya bachi kay paida honay kay fori bad
یَابَرُّ
7 bar (Awal o aakhir aik bar durood sharif) parh kar agar bache ko dam kar dia jaye to انشاء الله balig honay tak aafton se hifazat me rahay ga.


Read More

Iraq-ul-Nisa, Gase aur Pait ki taklif ka rohani ilaj

10:05 PM


یا مُحْیِیْ


7 bar parh kar Gase ho ya Peeth ya Pait me taklif ya Iraq-ul-Nissa ya kisi bhi jaga Darad ho ya kisi Uzaw kay zaya ho janay ka khouf ho,
Apnay aupar dam kar dijiy.

Mudat: ta hasule shifa



Read More

Aafaton Beemariyo bay Rozgariyon ka rohani ilaj

2:47 AM
Aafaton Beemariyo bay Rozgariyon ka rohani ilaj


Uthtay, baythtay, chaltay, phirtay, ba-wuzu, parhtay rahiye انشاء الله amraaz-o-aafaat say najat milay gi aur rozi may barkat ho gi.

Aafaton Beemariyo bay Rozgariyon ka rohani ilaj

Read More

Har bimari se shifa ka wazifa

2:35 AM
Har bimari se shifa ka rohani ilaj

Har qisam ki bimari se shifa kay liy buhat zabardas wazifa. Koi b Musalman kisi bi bimari me mubtala ho yani cancer ka mareez ho, sugar ka mareez ho, hepatitis ka mareez ho, blood pressure ka mareez ho, coronavirus ka mareez ho har patient aur har maraz kay liy ye wazifa bohat zabardast rohani ilaj he.

ba wozu patient ko likh kar day kay zuban se chatay ya pani me ghol kar pilay. shifa honay tak ye amal brabar kartay rahay بِاِذنِ اللہ  mout kay siwa har maraz ko mufeed he.

Har bimari se shifa ka wazifa

Read More